Mujhe lagta hai ki yah ho jana chahie tha.
Kyunki is baat Ko Na 50 sal se jyada ho gaye hain.
Aur Kitna Hi talenge.
Aaj nahin to kal yah karna hi hai.
Aaj agar dekha jaaye to is bil ki jarurat to Hai kyunki agar pass nahin hota to agale 25-30 salon ke liye tal jaega aur jis tarah Se duniya Badal Rahi Hai yah bilkul sahi waqt hai naye MP aur MLA banane ka.
Competition jyada hogi to naye log bhi parliament mein aaenge aur nayi soch ke sath aayege...