Mera opinion

Hamare yahan MLA aur MP ke portfolio public kyon nahin kiye jaate? 
Jab vah log vote mangne aate Hain tab yah to batate Hain ki Ham aapke liye क्या-क्या karenge aur Kitna karenge Lekin pure manifesto mein yah kahin nahin likha gaya hota hai ki humne ab tak क्या-क्या Kiya Hai. 
Mujhe lagta hai ki har EK MLA aur MP ka अलग-अलग manifesto hona chahie Apne area ke hisab se ki vah aane Wale waqt mein क्या-क्या kam karenge aur Kitna karenge aur agar koi dobara chunav lad raha hai to uske Apne purane karyakal ka hisab bhi Dena chahie..
Har EK MLA aur MP ko अपने-अपने karyakal ka hisab publish karna chahie har har roj....
 zamana badal raha hai aur digital bhi ho raha hai log bhi Badal rahe hain aur digital ho rahe hain to digital duniya Ko Gali dene se behtar hai ki use apna liya jaaye aur use Sahi dhang se use kiya jaaye...

Kyunki aane Wale samay mein ham Apne MLA aur MP ko inactive nahin dekha Na charge...
Kyunki yah baat Kisi Se chhupi nahin Hai ki hamare MLA aur MP sirf chunav ke time hi active hote hain aur rahte hain chunav Gaya MLA - MP अपने-अपने ghar gaye....

Kyunki Aaj Tak Bharat ke itihaas mein kisi bhi party Ne Kisi bhi MLA Ne Kisi bhi MP ne apne manifesto mein kiye Gaye vade Apne karyakal mein pure nahin kiye Hain......

Hamen sirf itna chage ki MLA or MP apne kiye Gaye vade pure Karen Apne karyakal mein bus....
Read More »

mere Man ki baat

Mujhe lagta hai ki Donald Trump ne master- stock khela hai........ kyunki Venezuela ka tel to vah kabza kar Chuka he.....aur aane Wale samay mein sirf uska Dam(price) badha raha hai ...,.... taki जिस-जिस ko bhi jarurat Ho vah aane Wale samay mein sirf America se Tel le...
Soch to ghatiya hai ......lekin America ke liye sahi hai.
Read More »

19.4.26

Delimitation Bill passed nahin hua .
Mujhe lagta hai ki yah ho jana chahie tha.
Kyunki is baat Ko Na 50 sal se jyada ho gaye hain. 
Aur Kitna Hi talenge.
Aaj nahin to kal yah karna hi hai.
Aaj agar dekha jaaye to is bil ki jarurat to Hai kyunki agar pass nahin hota to agale 25-30 salon ke liye tal jaega aur jis tarah Se duniya Badal Rahi Hai yah bilkul sahi waqt hai naye MP aur MLA banane ka.
Competition jyada hogi to naye log bhi parliament mein aaenge aur nayi soch ke sath aayege...

Read More »